Wednesday, 27 January 2016
SULTAN SALAHUDDIN AYUBI
SULTAN SALAHUDDIN AYUBI
Sultan Salahuddin Ayubi ka asal nam yousef tha. Ap k walad ka nam Najan ad-Din Ayubi tha.
Ap k chacha Noor ad-din zangi ki fog k eik comander thay. Ap ko pachpan kitabon(books)
say lagao (interst) tha. Ap nay wazer ka bata honay ki waja say fanoon-e-harb (art of war) sikha. Lakin ap ko jang or khoon kharbay se sakhat nafrat thi. Ap eik bar apnay walad k sath Noor ad-Din zangi k darbar main ghe wahan eik khas maslay par bat ho rhi thi aur ap nay ap nay chotay
honay k bawajod asa hal bataya k Noor ad-Din ap ki zahanat (talent) say mutasar haye bina na rah saka.Phir Noor ad-Din ap par khas nazar-e-anayat karnay lagha .
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment